Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dukh to bahut mile hain mohabbat nahin mili

Abhishar Geeta Shukl

dukh to bahut mile hain mohabbat nahin mili

Abhishar Geeta Shukl

MORE BYAbhishar Geeta Shukl

    dukh to bahut mile haiñ mohabbat nahīñ milī

    ya.anī ki jism mil gayā aurat nahīñ milī

    mujh ko pitā aañkh ke aañsū to mil ga.e

    mujh ko pitā se zabt aadat nahīñ milī

    vo saare bad-nasīb kahīñ naukrī pe haiñ

    jin ko bhī ḳhud-kushī suhūlat nahīñ milī

    dariyā meñ Duube log samandar pyaas the

    dariyā ko laash mil ga.ī lazzat nahīñ milī

    dukh to bahut mile hain mohabbat nahin mili

    yani ki jism mil gaya aurat nahin mili

    mujh ko pita ki aankh ke aansu to mil gae

    mujh ko pita se zabt ki aadat nahin mili

    wo sare bad-nasib kahin naukri pe hain

    jin ko bhi KHud-kushi ki suhulat nahin mili

    dariya mein Dube log samandar ki pyas the

    dariya ko lash mil gai lazzat nahin mili

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now