Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dukha de dil jo kisi ka wo rag mat rakhna

Manik Vishwakarma Navrang

dukha de dil jo kisi ka wo rag mat rakhna

Manik Vishwakarma Navrang

MORE BYManik Vishwakarma Navrang

    dukhā de dil jo kisī vo raag mat rakhnā

    jalā de ghar jo kisī vo aag mat rakhnā

    tumheñ kar de khaḌā kaTghare meñ le kar

    kabhī kisī ke liye vo surāġh mat rakhnā

    tamām 'umr mohabbat meñ apne dāman se

    miTā sako na jahāñ meñ vo daaġh mat rakhnā

    sadā sañbhāl ke rakhnā nigāh meñ apnī

    havā ke vāste jaltā charāġh mat rakhnā

    dukha de dil jo kisi ka wo rag mat rakhna

    jala de ghar jo kisi ka wo aag mat rakhna

    tumhein hi kar de khaDa kaTghare mein le ja kar

    kabhi kisi ke liye wo suragh mat rakhna

    tamam 'umr mohabbat mein apne daman se

    miTa sako na jahan mein wo dagh mat rakhna

    sada sanbhaal ke rakhna nigah mein apni

    hawa ke waste jalta charagh mat rakhna

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now