duji wajah se dar wa nahin hai
duujī vajah se dar vā nahīñ hai
koī ham se rūThā nahīñ hai
sar ko apne kyā Dhāñpe ham
chhat par hī jab saayā nahīñ hai
mujh ko jaanā to jānoge
khoTā sikka khoTā nahīñ hai
dastak do har duuje ghar par
har ghar kā dar khultā nahīñ hai
chalte raho tum ye khulne tak
jo bhī gayā kyoñ lauTā nahīñ hai
duji wajah se dar wa nahin hai
koi hum se ruTha nahin hai
sar ko apne kya Dhanpe hum
chhat par hi jab saya nahin hai
mujh ko jaana to jaanoge
khoTa sikka khoTa nahin hai
dastak do har duje ghar par
har ghar ka dar khulta nahin hai
chalte raho tum ye khulne tak
jo bhi gaya kyon lauTa nahin hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.