Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

fitrat ko KHirad ke ru-ba-ru kar

Allama Iqbal

fitrat ko KHirad ke ru-ba-ru kar

Allama Iqbal

MORE BYAllama Iqbal

    Interesting Fact

    Baal-e-Gibril

    fitrat ko ḳhirad ke rū-ba-rū kar

    tasḳhīr-e-maqām-e-rañg-o-bū kar

    apnī ḳhudī ko kho chukā hai

    khoī huī shai justujū kar

    tāroñ fazā hai be-karāna

    bhī ye maqām-e-ārzū kar

    uryāñ haiñ tire chaman hūreñ

    chāk-e-gul-o-lāla ko rafū kar

    be-zauq nahīñ agarche fitrat

    jo us se na ho sakā vo kar

    fitrat ko KHirad ke ru-ba-ru kar

    tasKHir-e-maqam-e-rang-o-bu kar

    tu apni KHudi ko kho chuka hai

    khoi hui shai ki justuju kar

    taron ki faza hai be-karana

    tu bhi ye maqam-e-arzu kar

    uryan hain tere chaman ki huren

    chaak-e-gul-o-lala ko rafu kar

    be-zauq nahin agarche fitrat

    jo us se na ho saka wo tu kar

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Zamarrud Bano

    Zamarrud Bano

    Unknown

    Unknown

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    fitrat ko KHirad ke ru-ba-ru kar Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now