ek sanche mein Dhaal rakkha hai
ek sāñche meñ Dhaal rakkhā hai
ham ne dil ko sambhāl rakkhā hai
terī duniyā kī bhiiḌ meñ maulā
ḳhud hī apnā ḳhayāl rakkhā hai
dard ab aañkh tak nahīñ aatā
dard ko dil meñ paal rakkhā hai
chal ke ulfat kī raah meñ dekhā
har qadam par vabāl rakkhā hai
ek sanche mein Dhaal rakkha hai
hum ne dil ko sambhaal rakkha hai
teri duniya ki bhiD mein maula
KHud hi apna KHayal rakkha hai
dard ab aankh tak nahin aata
dard ko dil mein pal rakkha hai
chal ke ulfat ki rah mein dekha
har qadam par wabaal rakkha hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.