Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

fasle kam kiya kare koi

Sagheer Ashraf Warsi

fasle kam kiya kare koi

Sagheer Ashraf Warsi

MORE BYSagheer Ashraf Warsi

    fāsle kam kiyā kare koī

    jab kisī se milā kare koī

    ḳhūbsūrat ḳhatā kare koī

    bevafā se vafā kare koī

    aadmī ho aadmī se sulūk

    ye samajh kar gila kare koī

    kaash aisī kabhī ghaḌī aa.e

    maiñ kahūñ aur sunā kare koī

    nok-e-mizhgāñ se dil taḳhtī par

    naam apnā likhā kare koī

    dene dil ko azaab chāhat

    mujh se 'ashraf' milā kare koī

    fasle kam kiya kare koi

    jab kisi se mila kare koi

    KHubsurat KHata kare koi

    bewafa se wafa kare koi

    aadmi sa ho aadmi se suluk

    ye samajh kar gila kare koi

    kash aisi kabhi ghaDi aae

    main kahun aur suna kare koi

    nok-e-mizhgan se dil ki taKHti par

    nam apna likha kare koi

    dene dil ko azab chahat ka

    mujh se 'ashraf' mila kare koi

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now