fareb-e-wada-e-farda hai aur jhuTi tasalli bas
fareb-e-va.ada-e-fardā hai aur jhūTī tasallī bas
ta.alluq aap kā hai kyā siyāsat ke gharāne se
tumhārī shā.irī se dil hī jaltā hai faqat 'zebī'
ki mumkin hī nahīñ islāh yuuñ jaañ ko khapāne se
fareb-e-wada-e-farda hai aur jhuTi tasalli bas
talluq aap ka hai kya siyasat ke gharane se
tumhaari shairi se dil hi jalta hai faqat 'zebi'
ki mumkin hi nahin islah yun jaan ko khapane se
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.