firaq mein to satati hai aarzu-e-visal
firāq meñ to satātī hai ārzū-e-visāl
shab-e-visāl meñ kyuuñ dard-e-dil do-chand huā
ḳhudā hī jaane ki kyā dil pe choT lagtī hai
tumhāre paas jo aayā vo dard-mand huā
na kyūñki jaan deñ is rashk se bhalā apnī
hamārā aaj se jaanā vahāñ pe band huā
firaq mein to satati hai aarzu-e-visal
shab-e-visal mein kyun dard-e-dil do-chand hua
KHuda hi jaane ki kya dil pe choT lagti hai
tumhaare pas jo aaya wo dard-mand hua
na kyunki jaan den is rashk se bhala apni
hamara aaj se jaana wahan pe band hua
- Book : kulliyat-e-nizaam (Pg. 80)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.