Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gham ke shoale lapakne lage hain

Prakash Tiwari

gham ke shoale lapakne lage hain

Prakash Tiwari

MORE BYPrakash Tiwari

    ġham ke sho.ale lapakne lage haiñ

    zard chehre damakne lage haiñ

    ho ga.ī aql gumrāh kitnī

    rāhbar ḳhud bhaTakne lage haiñ

    aate gul-ruḳhoñ tasavvur

    band kamre mahakne lage haiñ

    kab rukegī ġhamoñ ye bārish

    aas ke ghar Tapakne lage haiñ

    aa.ina to zarā dekho 'parkāsh'

    daaġh dil ke jhalakne lage haiñ

    gham ke shoale lapakne lage hain

    zard chehre damakne lage hain

    ho gai aql gumrah kitni

    rahbar KHud bhaTakne lage hain

    aate hi gul-ruKHon ka tasawwur

    band kamre mahakne lage hain

    kab rukegi ghamon ki ye barish

    aas ke ghar Tapakne lage hain

    aaina to zara dekho 'parkash'

    dagh dil ke jhalakne lage hain

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now