Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gham na kar gham ki siyah raat badal sakti hai

Khurram Tahir

gham na kar gham ki siyah raat badal sakti hai

Khurram Tahir

MORE BYKhurram Tahir

    ġham na kar ġham siyah raat badal saktī hai

    jo bhī ho sūrat-e-hālāt badal saktī hai

    va.ada-e-vasl pe maiñ ḳhush to huā huuñ lekin

    ye bhī ḳhadsha hai ki vo baat badal saktī hai

    maiñ tire naaz uThāne pe razā-mand magar

    mire vāste ādāt badal saktī hai

    maiñ ne maanā mirī vaq.at nahīñ kuchh bhī lekin

    jo mil jaa.e to auqāt badal saktī hai

    maiñ tujhe dil meñ basā luuñ magar itnā to batā

    ḳhushī meñ mire sadmāt badal saktī hai

    is liye bhī maiñ rivāyāt qaa.il na huā

    ye hai duniyā ye rivāyāt badal saktī hai

    gham na kar gham ki siyah raat badal sakti hai

    jo bhi ho surat-e-haalat badal sakti hai

    wada-e-wasl pe main KHush to hua hun lekin

    ye bhi KHadsha hai ki wo baat badal sakti hai

    main tere naz uThane pe raza-mand magar

    tu mere waste aadat badal sakti hai

    main ne mana meri waqat nahin kuchh bhi lekin

    tu jo mil jae to auqat badal sakti hai

    main tujhe dil mein basa lun magar itna to bata

    tu KHushi mein mere sadmat badal sakti hai

    is liye bhi main riwayat ka qail na hua

    ye hai duniya ye riwayat badal sakti hai

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now