ghamon ke ye baadal baraste rahenge
ġhamoñ ke ye bādal baraste raheñge
mohabbat kī ḳhātir taraste raheñge
mere ashk ban ke vafāoñ ke motī
yuuñ āñkhoñ se merī chhalakte raheñge
agar jo mire aap ho na sakeñ to
yahāñ se vahāñ ham bhaTakte raheñge
bhale hī jaleñge bhale hī mareñge
suno aap ḳhātir taḌapte raheñge
kamī se tumhārī kareñ ḳhud-kushī gar
to har roz phāñsī laTakte raheñge
ghamon ke ye baadal baraste rahenge
mohabbat ki KHatir taraste rahenge
mere ashk ban ke wafaon ke moti
yun aankhon se meri chhalakte rahenge
agar jo mere aap ho na saken to
yahan se wahan hum bhaTakte rahenge
bhale hi jalenge bhale hi marenge
suno aap KHatir taDapte rahenge
kami se tumhaari karen KHud-kushi gar
to har roz phansi laTakte rahenge
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.