Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ghamon mein zindagi ka kya karenge

Rohit Gustakh

ghamon mein zindagi ka kya karenge

Rohit Gustakh

MORE BYRohit Gustakh

    ġhamoñ meñ zindagī kyā kareñge

    laboñ ḳhāmushī kyā kareñge

    mohabbat Diary meñ likh chuke haiñ

    amaañ ab shā.erī kyā kareñge

    raqīboñ se use ham chhīn bhī leñ

    magar aisī ḳhushī kyā kareñge

    hamārī zindagī meñ tīrgī hai

    miyāñ ham raushnī kyā kareñge

    sharāfat ḳhāndānī hai hamārī

    batāo ham kisī kyā kareñge

    ghamon mein zindagi ka kya karenge

    labon ki KHamushi ka kya karenge

    mohabbat Diary mein likh chuke hain

    aman ab shaeri ka kya karenge

    raqibon se use hum chhin bhi len

    magar aisi KHushi ka kya karenge

    hamari zindagi mein tirgi hai

    miyan hum raushni ka kya karenge

    sharafat KHandani hai hamari

    batao hum kisi ka kya karenge

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now