Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hae wo ishq wo jazba wo lagaw pahla

Zarrin Munavvar

hae wo ishq wo jazba wo lagaw pahla

Zarrin Munavvar

MORE BYZarrin Munavvar

    haa.e vo ishq vo jazba vo lagāv pahlā

    ab kahāñ ishq ke dariyā meñ bahāv pahlā

    jis tarah bachcha koī pahlā khilaunā rakkhe

    mere ma.asūm dinoñ hai chaav pahlā

    yaad haiñ aaj bhī vo hiile bahāne lekin

    bhuul paa.ī na tirī aañkh daav pahlā

    ab to mumkin nahīñ lauT ke vāpas aa.uuñ

    laakh bātoñ meñ mujhe pyaar jatāo pahlā

    faiz sher kabhī sun ke jo maiñ roī thī

    aaj dil meñ hai vahī sher sunāo pahlā

    tum diyā ban ke jo jalte ho zarā yaad rahe

    raushnī detā hai jal jal ke alaav pahlā

    ab dil-e-nāz tirī baat nahīñ mānegā

    Daal na bātoñ se is dil pe dabāv pahlā

    hae wo ishq wo jazba wo lagaw pahla

    ab kahan ishq ke dariya mein bahaw pahla

    jis tarah bachcha koi pahla khilauna rakkhe

    mere masum dinon ka hai tu chaw pahla

    yaad hain aaj bhi wo hile bahane lekin

    bhul pai na teri aankh ka daw pahla

    ab to mumkin hi nahin lauT ke wapas aaun

    lakh baaton mein mujhe pyar jatao pahla

    faiz ka sher kabhi sun ke jo main roi thi

    aaj dil mein hai wahi sher sunao pahla

    tum diya ban ke jo jalte ho zara yaad rahe

    raushni deta hai jal jal ke alaw pahla

    ab dil-e-naz teri baat nahin manega

    Dal na baaton se is dil pe dabaw pahla

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now