Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hae wo yaad kahan hai ki KHuda KHair kare

Sunil Kumar Jashn

hae wo yaad kahan hai ki KHuda KHair kare

Sunil Kumar Jashn

MORE BYSunil Kumar Jashn

    haa.e vo yaad kahāñ hai ki ḳhudā ḳhair kare

    dil meñ phir amn-o-amāñ hai ki ḳhudā ḳhair kare

    ik ḳhudā hai jo mahz guftugū meñ hai maujūd

    aur usī se ye gumāñ hai ki ḳhudā ḳhair kare

    mujh meñ ik dasht qaa.em hai magar chāroñ taraf

    shahr shahr ravāñ hai ki ḳhudā ḳhair kare

    jo zamāne se chhupānī thī mujhe har vo baat

    sher-dar-sher bayāñ hai ki ḳhudā ḳhair kare

    hae wo yaad kahan hai ki KHuda KHair kare

    dil mein phir amn-o-aman hai ki KHuda KHair kare

    ek KHuda hai jo mahz guftugu mein hai maujud

    aur usi se ye guman hai ki KHuda KHair kare

    mujh mein ek dasht sa qaem hai magar chaaron taraf

    shahr ka shahr rawan hai ki KHuda KHair kare

    jo zamane se chhupani thi mujhe har wo baat

    sher-dar-sher bayan hai ki KHuda KHair kare

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now