Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hathon ki be-rang lakiren paDh lena

Ishrat moin Seemaa

hathon ki be-rang lakiren paDh lena

Ishrat moin Seemaa

MORE BYIshrat moin Seemaa

    hāthoñ be-rañg lakīreñ paḌh lenā

    ḳhuun meñ Duubī kuchh tahrīreñ paḌh lenā

    kaalī jildoñ vaale raushan maktab se

    haq ke harf kuchh tanvīreñ paḌh lenā

    marne vaalā aañkh khulī kyoñ rakhtā hai

    an-miT ḳhvāboñ ta.abīreñ paḌh lenā

    nīlāmī meñ bech rahe ho rishtoñ ko

    ghar zīnat thiiñ tasvīreñ paḌh lenā

    sūd-o-ziyāñ par shahr-e-sitam ke kyā hairat

    ġhāsib jhūTī ta.azīreñ paḌh lenā

    sehr-e-sukūt se 'sīmā' jab bāhar niklo

    sarkash lafzoñ tahrīreñ paḌh lenā

    hathon ki be-rang lakiren paDh lena

    KHun mein Dubi kuchh tahriren paDh lena

    kali jildon wale raushan maktab se

    haq ke harf ki kuchh tanwiren paDh lena

    marne wala aankh khuli kyon rakhta hai

    an-miT KHwabon ki tabiren paDh lena

    nilami mein bech rahe ho rishton ko

    ghar ki zinat thin taswiren paDh lena

    sud-o-ziyan par shahr-e-sitam ke kya hairat

    ghasib ki jhuTi taziren paDh lena

    sehr-e-sukut se 'sima' jab bahar niklo

    sarkash lafzon ki tahriren paDh lena

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now