Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hai wahi naz-afrin aaina-e-niyaz mein

Natiq Lakhnavi

hai wahi naz-afrin aaina-e-niyaz mein

Natiq Lakhnavi

MORE BYNatiq Lakhnavi

    hai vahī nāz-āfrīñ ā.īna-e-niyāz meñ

    jis ziyā hai soz meñ jis sadā hai saaz meñ

    apne niyāz-mand hai parde rasm-o-rāh hai

    varna hijāb ko kahāñ daḳhl harīm-e-nāz meñ

    sajde meñ mar gayā agar phir na uThegā hashr tak

    qaid na rakhiye vaqt mere liye namāz meñ

    naaz ko nuur kar diyā sarvar-e-kā.ināt ne

    vo jo lagī thī tuur par aa ke bujhī hijāz meñ

    'nātiq' soḳhta-jigar dil pe to haath rakh zarā

    ab ke bhī kuchh chamak thī nāla-e-jāñ-gudāz meñ

    hai wahi naz-afrin aaina-e-niyaz mein

    jis ki ziya hai soz mein jis ki sada hai saz mein

    apne niyaz-mand hai parde ki rasm-o-rah hai

    warna hijab ko kahan daKHl harim-e-naz mein

    sajde mein mar gaya agar phir na uThega hashr tak

    qaid na rakhiye waqt ki mere liye namaz mein

    naz ko nur kar diya sarwar-e-kainat ne

    wo jo lagi thi tur par aa ke bujhi hijaz mein

    'natiq' soKHta-jigar dil pe to hath rakh zara

    ab ke bhi kuchh chamak si thi nala-e-jaan-gudaz mein

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now