hamare nakaam tajrabon ki kisi ko koi KHushi nahin thi
hamāre nākām tajraboñ kī kisī ko koī ḳhushī nahīñ thī
hameñ buzurgoñ kī rā.egānī kā ġham nahīñ hai to kyā ġhalat hai
hameñ baḌoñ ne yahī kahā thā ki lā hī sach hai so ghar kī chhat par
kisī jamā.at kisī ḳhudā kā 'alam nahīñ hai to kyā ġhalat hai
ki sciencī taur par bhī donoñ kā koī imkāñ nahīñ so kah duuñ
tumhārā milnā ḳhudā ke milne se kam nahīñ hai to kyā ġhalat hai
hamare nakaam tajrabon ki kisi ko koi KHushi nahin thi
hamein buzurgon ki raegani ka gham nahin hai to kya ghalat hai
hamein baDon ne yahi kaha tha ki la hi sach hai so ghar ki chhat par
kisi jamaat kisi KHuda ka 'alam nahin hai to kya ghalat hai
ki scienci taur par bhi donon ka koi imkan nahin so kah dun
tumhaara milna KHuda ke milne se kam nahin hai to kya ghalat hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.