hansti hai kaenat bhi insan ki bhul par
hañstī hai kā.enāt bhī insāñ kī bhuul par
ye gul talāsh karne chalā hai babūl par
kitne hī ḳhushnumā inheñ yaaro banā.iye
titlī kabhī na baiThegī kāġhaz ke phuul par
insān ke banā.e usūloñ pe kyā chaleñ
insān ko chalā.eñge us ke usuul par
hansti hai kaenat bhi insan ki bhul par
ye gul talash karne chala hai babul par
kitne hi KHushnuma inhen yaro banaiye
titli kabhi na baiThegi kaghaz ke phul par
insan ke banae usulon pe kya chalen
insan ko chalaenge us ke usul par
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.