Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

har ek shaKHs ko kam hi samajh mein aata hun

Seeman Naved

har ek shaKHs ko kam hi samajh mein aata hun

Seeman Naved

MORE BYSeeman Naved

    har ek shaḳhs ko kam samajh meñ aatā huuñ

    jo jāntā hai usī samajh meñ aatā huuñ

    na aa.uuñ to maiñ samajh meñ kabhī nahīñ aatā

    samajh meñ aa.uuñ to faurī samajh meñ aatā huuñ

    tujhe jo mujh se shikāyat hai vo mohabbat hai

    isī liye to maiñ terī samajh meñ aatā huuñ

    jo tishna-kām nazar bhar ke dekhte haiñ unheñ

    sharāb aur surāhī samajh meñ aatā huuñ

    samajh sake na mire yaar to gila kaisā

    maiñ ḳhud bhī kaun apnī samajh meñ aatā huuñ

    har ek shaKHs ko kam hi samajh mein aata hun

    jo jaanta hai usi ki samajh mein aata hun

    na aaun to main samajh mein kabhi nahin aata

    samajh mein aaun to fauri samajh mein aata hun

    tujhe jo mujh se shikayat hai wo mohabbat hai

    isi liye to main teri samajh mein aata hun

    jo tishna-kaam nazar bhar ke dekhte hain unhen

    sharab aur surahi samajh mein aata hun

    samajh sake na mere yar to gila kaisa

    main KHud bhi kaun sa apni samajh mein aata hun

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now