Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

har jagah tirgi kar jaenge

Hari Kumar

har jagah tirgi kar jaenge

Hari Kumar

MORE BYHari Kumar

    har jagah tīrgī kar jā.eñge

    log phir aise kidhar jā.eñge

    ham parinde haiñ hamārā kyā hai

    hogī jab shaam to ghar jā.eñge

    tere jaane se to kuchh na.iñ hogā

    gar bahut hogā to mar jā.eñge

    sirf tum kah do chale jā.eñge

    aane na.iñ hai agar jā.eñge

    har jagah tirgi kar jaenge

    log phir aise kidhar jaenge

    hum parinde hain hamara kya hai

    hogi jab sham to ghar jaenge

    tere jaane se to kuchh nain hoga

    gar bahut hoga to mar jaenge

    sirf tum kah do chale jaenge

    aane ka nain hai agar jaenge

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now