har KHushi ko ghamon mein Dhaala hai
har ḳhushī ko ġhamoñ meñ Dhālā hai
ārzūoñ kā bol-bālā hai
apnā saaya bhī ajnabī hogā
āḳhirī moḌ aane vaalā hai
milnā chāho to sau bahāne haiñ
varna har moḌ par ujālā hai
vāsta un udaas lamhoñ kā
ham ne har hādse ko paalā hai
har KHushi ko ghamon mein Dhaala hai
aarzuon ka bol-baala hai
apna saya bhi ajnabi hoga
aaKHiri moD aane wala hai
milna chaho to sau bahane hain
warna har moD par ujala hai
wasta un udas lamhon ka
hum ne har hadse ko pala hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.