har koi karne laga hai hath dho kar KHud-kushi
har koī karne lagā hai haath dho kar ḳhud-kushī
kar rahe haiñ so mire dil ke bhī naukar ḳhud-kushī
kuchh to mujh ko khā rahā hai mere andar āj-kal
is liye kartā hī rahtā huuñ maiñ aksar ḳhud-kushī
us sadī meñ ḳhud-kushī shāyad kisī ne kī ho par
is sadī meñ kar rahā hai har sikandar ḳhud-kushī
har koi karne laga hai hath dho kar KHud-kushi
kar rahe hain so mere dil ke bhi naukar KHud-kushi
kuchh to mujh ko kha raha hai mere andar aaj-kal
is liye karta hi rahta hun main aksar KHud-kushi
us sadi mein KHud-kushi shayad kisi ne ki ho par
is sadi mein kar raha hai har sikandar KHud-kushi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.