hasrat-e-baad-e-saba aisi jagah lai ho
hasrat-e-bād-e-sabā aisī jagah laa.ī ho
sham-e-sozāñ kā yuuñ bujhnā bhī masīhā.ī ho
ye jo duniyā mirī Thokar meñ paḌī hai mismār
ye bhī mumkin hai kisī aur kī Thukrā.ī ho
merī qismat kā likhā haa.e na badlā na miTā
jaise tahrīr kisī chaak se dohrā.ī ho
hasrat-e-baad-e-saba aisi jagah lai ho
sham-e-sozan ka yun bujhna bhi masihai ho
ye jo duniya meri Thokar mein paDi hai mismar
ye bhi mumkin hai kisi aur ki Thukrai ho
meri qismat ka likha hae na badla na miTa
jaise tahrir kisi chaak se dohrai ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.