Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hawas mein wo raha ho ki bad-hawas bahut

Shareef Munawwar

hawas mein wo raha ho ki bad-hawas bahut

Shareef Munawwar

MORE BYShareef Munawwar

    Interesting Fact

    1963

    havās meñ vo rahā ho ki bad-havās bahut

    har aadmī ko badalne paḌe libās bahut

    thakan se chuur badan dasht-e-yās-o-tanhā.ī

    añdherī raat nadī duur aur pyaas bahut

    sharāb-ḳhāne saada ik usuul ye hai

    jise sharāb mayassar use gilās bahut

    qadam qadam nazar aate haiñ maut ke saa.e

    hamāre dasht se shahroñ meñ hai hirās bahut

    ba-har-amal abhī radd-e-amal zarūrī hai

    suḳhan-shanās koī ho ki nā-shanās bahut

    hawas mein wo raha ho ki bad-hawas bahut

    har aadmi ko badalne paDe libas bahut

    thakan se chur badan dasht-e-yas-o-tanhai

    andheri raat nadi dur aur pyas bahut

    sharab-KHane ka sada sa ek usul ye hai

    jise sharab mayassar use gilas bahut

    qadam qadam nazar aate hain maut ke sae

    hamare dasht se shahron mein hai hiras bahut

    ba-har-amal abhi radd-e-amal zaruri hai

    suKHan-shanas koi ho ki na-shanas bahut

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now