husn majbur-e-jafa hai hamein malum na tha
husn majbūr-e-jafā hai hameñ ma.alūm na thā
ishq pāband-e-vafā hai hameñ ma.alūm na thā
ham samajhte the ki jaañ le ke rahegā ye ġham
dard ḳhud apnī davā hai hameñ ma.alūm na thā
ham to the shākī-e-be-mehrī-e-ayyām magar
un ke lab par bhī gila hai hameñ ma.alūm na thā
husn majbur-e-jafa hai hamein malum na tha
ishq paband-e-wafa hai hamein malum na tha
hum samajhte the ki jaan le ke rahega ye gham
dard KHud apni dawa hai hamein malum na tha
hum to the shaki-e-be-mehri-e-ayyam magar
un ke lab par bhi gila hai hamein malum na tha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.