Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mah hai agar ju-e-shir tum bhi zari-posh ho

Nazeer Akbarabadi

mah hai agar ju-e-shir tum bhi zari-posh ho

Nazeer Akbarabadi

MORE BYNazeer Akbarabadi

    mah hai agar jū-e-shīr tum bhī zarī-posh ho

    duudh chhaTī use yaad dilāne chalo

    ā.īna-e-māh ko la.al-e-lab apne dikhā

    chashma-e-kāfūr meñ aag lagāne chalo

    tum ho mah-e-chār-dah chaar qadam rakh ke aaj

    badr-e-falak-qadr qadr ghaTāne chalo

    mah hai agar ju-e-shir tum bhi zari-posh ho

    dudh chhaTi ka use yaad dilane chalo

    aaina-e-mah ko lal-e-lab apne dikha

    chashma-e-kafur mein aag lagane chalo

    tum ho mah-e-chaar-dah chaar qadam rakh ke aaj

    badr-e-falak-qadr ki qadr ghaTane chalo

    Source:

    Kulliyat-e-Nazeer (Pg. 130(243))

    • Author: Nazeer Akbarabadi
      • Publisher: Munshi Nawal Kishor, Lucknow
      • Year of Publication: 1951

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now