ek bhul si zarur kahin kar rahe hain hum
ik bhuul sī zarūr kahīñ kar rahe haiñ ham
koī zarūrī kaam nahīñ kar rahe haiñ ham
chūmā hai jin laboñ hazār un ke ḳhuun muaaf
to jhuuT ḳhuub bol yaqīñ kar rahe haiñ ham
bāhar se mar ga.e haiñ ki maare na jā sakeñ
jiine kā kaam zer-e-zamīñ kar rahe haiñ ham
ek bhul si zarur kahin kar rahe hain hum
koi zaruri kaam nahin kar rahe hain hum
chuma hai jin labon hazar un ke KHun muaf
to jhuT KHub bol yaqin kar rahe hain hum
bahar se mar gae hain ki mare na ja saken
jine ka kaam zer-e-zamin kar rahe hain hum
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.