Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek dabe aks ko ukera jae

Qamar Saqi

ek dabe aks ko ukera jae

Qamar Saqi

MORE BYQamar Saqi

    ik dabe aks ko ukera jaa.e

    us ke kāñdhe pe haath pherā jaa.e

    toḌ kar ab shanāvarī ke usuul

    raat bhar bistaraoñ pe tairā jaa.e

    chand jismoñ ko dhuup meñ rakh kar

    aaj parchhā.iyoñ ko gherā jaa.e

    ab mirī dauḌne ḳhvāhish hai

    farsh pe aag ko bikherā jaa.e

    ek dabe aks ko ukera jae

    us ke kandhe pe hath phera jae

    toD kar ab shanawari ke usul

    raat bhar bistaraon pe taira jae

    chand jismon ko dhup mein rakh kar

    aaj parchhaiyon ko ghera jae

    ab meri dauDne ki KHwahish hai

    farsh pe aag ko bikhera jae

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now