ek do apne yar hue
ik do apne yaar hue
baaqī sab aġhyār hue
ab to zamāna biit gayā
mahloñ ko bāzār hue
lafzoñ ke kuchh tiir chale
aur lahje talvār hue
kitne sāvan biit ga.e
gorī kā dīdār hue
paanī se thā ḳhauf jinheñ
kaise dariyā paar hue
ek do apne yar hue
baqi sab aghyar hue
ab to zamana bit gaya
mahlon ko bazar hue
lafzon ke kuchh tir chale
aur lahje talwar hue
kitne sawan bit gae
gori ka didar hue
pani se tha KHauf jinhen
kaise dariya par hue
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.