ek nind ki wadi se guzara gaya mujhko
ik niiñd kī vaadī se guzārā gayā mujh ko
phir ḳhvāb kī dahlīz pe maarā gayā mujh ko
dil huuñ so kisī chashm ke ehsān haiñ saare
hāthoñ se banāyā na sañvārā gayā mujh ko
rakh dī ga.ī pahle mire siine meñ vo ḳhushbū
phir ishq ke rañgoñ se nikhārā gayā mujh ko
ek nind ki wadi se guzara gaya mujh ko
phir KHwab ki dahliz pe mara gaya mujh ko
dil hun so kisi chashm ke ehsan hain sare
hathon se banaya na sanwara gaya mujh ko
rakh di gai pahle mere sine mein wo KHushbu
phir ishq ke rangon se nikhaara gaya mujh ko
- Book : Paniyon Se Alag (Pg. 40)
- Author : Shamsheer Haider
- Publication : Rumail House of Publication (2015)
- Edition : 2015
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.