Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ilahi jaan di hai maine kis ke ru-e-raushan par

Mirza Abdul Ghafoor Gorgani arshad

ilahi jaan di hai maine kis ke ru-e-raushan par

Mirza Abdul Ghafoor Gorgani arshad

MORE BYMirza Abdul Ghafoor Gorgani arshad

    ilāhī jaan hai maiñ ne kis ke rū-e-raushan par

    hazāroñ sham.eñ parvāna banī haiñ mere madfan par

    ta.ajjub kyā ḳhamīda ho agar talvār qātil

    chaḌhā hai ḳhuun kis kis be-gunah us gardan par

    vo be-insāf aur apnī vafā daad qismat

    gumān-e-dostī hai sādgī se ham ko dushman par

    ajab us jalva-e-yaktā meñ nairañg-e-tamāshā hai

    na.ī sūrat se chamkā ḳhātir-e-shaiḳh-o-barahman par

    maiñ huuñ marhūn-e-minnat sulh-e-kul jab se ai 'arshad'

    yaqīn-e-dostī hone lagā hai mujh ko dushman par

    ilahi jaan di hai main ne kis ke ru-e-raushan par

    hazaron shamen parwana bani hain mere madfan par

    tajjub kya KHamida ho agar talwar qatil ki

    chaDha hai KHun kis kis be-gunah ka us ki gardan par

    wo be-insaf aur apni wafa ki dad ya qismat

    guman-e-dosti hai sadgi se hum ko dushman par

    ajab us jalwa-e-yakta mein nairang-e-tamasha hai

    nai surat se chamka KHatir-e-shaiKH-o-barahman par

    main hun marhun-e-minnat sulh-e-kul ka jab se ai 'arshad'

    yaqin-e-dosti hone laga hai mujh ko dushman par

    Source :
    • Book : Noquush (Pg. B-382 E-394)
    • Publication : Nuqoosh Press Lahore (May June 1954)
    • Edition : May June 1954
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now