is liye har taraf andhera hai
is liye har taraf añdherā hai
is ilāqe kā chāñd būḌhā hai
ai ḳhalāoñ meñ chīḳhne vaale
tū mirī ḳhāmushī kā beTā hai
ai hasīñ sabz jism ke mālik
ye batā phuul kab mahaktā hai
tum 'qamar' jis meñ Duub jaate ho
us samundar meñ ek rasta hai
is liye har taraf andhera hai
is ilaqe ka chand buDha hai
ai KHalaon mein chiKHne wale
tu meri KHamushi ka beTa hai
ai hasin sabz jism ke malik
ye bata phul kab mahakta hai
tum 'qamar' jis mein Dub jate ho
us samundar mein ek rasta hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.