Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

is mohabbat ke diye ko yun jalae rakhna

Mohammad Yasir Mustafvi

is mohabbat ke diye ko yun jalae rakhna

Mohammad Yasir Mustafvi

MORE BYMohammad Yasir Mustafvi

    is mohabbat ke diye ko yuuñ jalā.e rakhnā

    rūThne vaale ko har vaqt manā.e rakhnā

    dhyān rakhnā ki yakāyak ye mukammal hogā

    koī bhī kaam ho bas dhyān lagā.e rakhnā

    us se kahnā tirā dīvāna kahā kartā hai

    merī yādoñ ke charāġhoñ ko jalā.e rakhnā

    shahr ko chhoḌ achānak chale jā.eñge

    ye jo tum muñh ko banā.e ho banā.e rakhnā

    is mohabbat ke diye ko yun jalae rakhna

    ruThne wale ko har waqt manae rakhna

    dhyan rakhna ki yakayak ye mukammal hoga

    koi bhi kaam ho bas dhyan lagae rakhna

    us se kahna tera diwana kaha karta hai

    meri yaadon ke charaghon ko jalae rakhna

    shahr ko chhoD achanak hi chale jaenge

    ye jo tum munh ko banae ho banae rakhna

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now