Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

is zamin aasman ke the hi nahin

Farooq Bakshi

is zamin aasman ke the hi nahin

Farooq Bakshi

is zamīñ āsmāñ ke the nahīñ

rābte darmiyāñ ke the nahīñ

ham se miTTī mahak ga.ī kaise

ham to is ḳhāk-dāñ ke the nahīñ

kaise karte raqam hadīs-e-dil

vāqiye sab bayāñ ke the nahīñ

ham vo kirdār kaise ban jaate

jab tirī dāstāñ ke the nahīñ

un se tahzīb tavaqqo thī

vo jo urdu zabāñ ke the nahīñ

is zamin aasman ke the hi nahin

rabte darmiyan ke the hi nahin

hum se miTTi mahak gai kaise

hum to is KHak-dan ke the hi nahin

kaise karte raqam hadis-e-dil

waqiye sab bayan ke the hi nahin

hum wo kirdar kaise ban jate

jab teri dastan ke the hi nahin

un se tahzib ki tawaqqo thi

wo jo urdu zaban ke the hi nahin

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Farooq Bakshi

Farooq Bakshi

RECITATIONS

Farooq Bakshi

Farooq Bakshi,

Farooq Bakshi

Farooq Bakshi,

00:00/00:00
Farooq Bakshi

is zamin aasman ke the hi nahin Farooq Bakshi

Farooq Bakshi

is zamin aasman ke the hi nahin Farooq Bakshi

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now