Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq ke har asrar se waqif hain ye log

Ustad Azmat Hussain Khan

ishq ke har asrar se waqif hain ye log

Ustad Azmat Hussain Khan

MORE BYUstad Azmat Hussain Khan

    'ishq ke har asrār se vāqif haiñ ye log

    pūchh pate bāteñ in dīvānoñ se

    chhoTī chhoTī bātoñ ko be-kār na jaan

    ban jaate haiñ daur inhīñ afsānoñ se

    apnoñ se jab Tuut ga.ī ummīd-e-vafā

    ham ne naata joḌ liyā begānoñ se

    dho dete ho jin ḳhākistar ke nishāñ

    mahfil raunaq hai inhīñ parvānoñ se

    ne kis āsānī se ai husn-e-azal

    farzānoñ kaam liyā dīvānoñ se

    sham' pe jal marne baat sar-e-mahfil

    'maikash' kis ne pūchhī hai parvānoñ se

    'ishq ke har asrar se waqif hain ye log

    puchh pate ki baaten in diwanon se

    chhoTi chhoTi baaton ko be-kar na jaan

    ban jate hain daur inhin afsanon se

    apnon se jab Tut gai ummid-e-wafa

    hum ne nata joD liya beganon se

    dho dete ho jin ki KHakistar ke nishan

    mahfil ki raunaq hai inhin parwanon se

    tu ne kis aasani se ai husn-e-azal

    farzanon ka kaam liya diwanon se

    sham' pe jal marne ki baat sar-e-mahfil

    'maikash' kis ne puchhi hai parwanon se

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now