Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq kya chiz hai wafa kya hai

Pradeep Tiwari Deep

ishq kya chiz hai wafa kya hai

Pradeep Tiwari Deep

MORE BYPradeep Tiwari Deep

    'ishq kyā chiiz hai vafā kyā hai

    dil lagāne ko ab bachā kyā hai

    mudda'ā ab nayā uThā laao

    pyaar meñ dard ke sivā kyā hai

    kyā batā.ūñ maiñ haal dil ab

    ashk āñkhoñ meñ aur kyā kyā hai

    peT bhartā nahīñ mohabbat se

    is ḳhasāre meñ ab rakhā kyā hai

    jaan dene baat karte ho

    lailā majnūñ hausla kyā hai

    lau lagānī hai gar lagā rab se

    Duub phir mujhe batā kyā hai

    zindagī chaar din mehmāñ ye

    kyā bichhānā hai oḌhnā kyā hai

    'ishq kya chiz hai wafa kya hai

    dil lagane ko ab bacha kya hai

    mudda'a ab naya uTha lao

    pyar mein dard ke siwa kya hai

    kya bataun main haal dil ka ab

    ashk aankhon mein aur kya kya hai

    peT bharta nahin mohabbat se

    is KHasare mein ab rakha kya hai

    jaan dene ki baat karte ho

    laila majnun sa hausla kya hai

    lau lagani hai gar laga rab se

    Dub ja phir mujhe bata kya hai

    zindagi chaar din ki mehman ye

    kya bichhana hai oDhna kya hai

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now