Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq mein zaKHm-numai to nahin ho sakti

Faizan Jaffery Al-Khwarzami

ishq mein zaKHm-numai to nahin ho sakti

Faizan Jaffery Al-Khwarzami

MORE BYFaizan Jaffery Al-Khwarzami

    'ishq meñ zaḳhm-numā.ī to nahīñ ho saktī

    aag pe ābla-pā.ī to nahīñ ho saktī

    'umr bhar qaid us jaisī sazā mumkin hai

    'ishq meñ 'aish-e-rihā.ī to nahīñ ho saktī

    mere ehsās ko iz.hār 'atā karte haiñ

    mujh se she'roñ pe kamā.ī to nahīñ ho saktī

    chāk-e-dāman ko mire chuum ke ye us ne kahā

    chāk-e-dāman silā.ī to nahīñ ho saktī

    'ishq mein zaKHm-numai to nahin ho sakti

    aag pe aabla-pai to nahin ho sakti

    'umr bhar qaid ya us jaisi saza mumkin hai

    'ishq mein 'aish-e-rihai to nahin ho sakti

    mere ehsas ko izhaar 'ata karte hain

    mujh se she'ron pe kamai to nahin ho sakti

    chaak-e-daman ko mere chum ke ye us ne kaha

    chaak-e-daman ki silai to nahin ho sakti

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now