Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq se pahle wo insan tha achchha-KHasa

Shiv Om Misra Anvar

ishq se pahle wo insan tha achchha-KHasa

Shiv Om Misra Anvar

MORE BYShiv Om Misra Anvar

    ishq se pahle vo insān thā achchhā-ḳhāsā

    us jīvan bhī gulistān thā achchhā-ḳhāsā

    ham buzurgoñ se hamesha yahī sunte aa.e

    is jagah phūloñ bustān thā achchhā-ḳhāsā

    kab talak haath ko phailātā maiñ us ke aage

    us pahle se ehsān thā achchhā-ḳhāsā

    kisī aurat ne nahīñ bhejī hai us ko la.anat

    jo mire jism meñ haivān thā achchhā-ḳhāsā

    do do dariyā merī āñkhoñ meñ ravāñ rahne lage

    aur maiñ pyaas se halkān thā achchhā-ḳhāsā

    aa.ina kahtā hai kyā ho gayā 'anvar' ho udaas

    pahle bhītar tire shaitān thā achchhā-ḳhāsā

    ishq se pahle wo insan tha achchha-KHasa

    us ka jiwan bhi gulistan tha achchha-KHasa

    hum buzurgon se hamesha yahi sunte aae

    is jagah phulon ka bustan tha achchha-KHasa

    kab talak hath ko phailata main us ke aage

    us ka pahle se hi ehsan tha achchha-KHasa

    kisi aurat ne nahin bheji hai us ko lanat

    jo mere jism mein haiwan tha achchha-KHasa

    do do dariya meri aankhon mein rawan rahne lage

    aur main pyas se halkan tha achchha-KHasa

    aaina kahta hai kya ho gaya 'anwar' ho udas

    pahle bhitar tere shaitan tha achchha-KHasa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now