Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

isi ummid pe shab bhar jage

Mohsin Ummeedi Burhanpuri

isi ummid pe shab bhar jage

Mohsin Ummeedi Burhanpuri

MORE BYMohsin Ummeedi Burhanpuri

    isī ummīd pe shab bhar jaage

    ham bhī so leñ jo muqaddar jaage

    muntazir hai nigah-e-ahl-e-vafā

    nok-e-neza pe koī sar jaage

    bujh ga.ī sham.a sitāre gum haiñ

    jaane kab shab muqaddar jaage

    kaun ḳhvāboñ meñ basā hai āḳhir

    chāñdnī ghar meñ utar kar jaage

    harf-e-haq aate lab par 'mohsin'

    vaqt ke haath meñ ḳhanjar jaage

    isi ummid pe shab bhar jage

    hum bhi so len jo muqaddar jage

    muntazir hai nigah-e-ahl-e-wafa

    nok-e-neza pe koi sar jage

    bujh gai shama sitare gum hain

    jaane kab shab ka muqaddar jage

    kaun KHwabon mein basa hai aaKHir

    chandni ghar mein utar kar jage

    harf-e-haq aate hi lab par 'mohsin'

    waqt ke hath mein KHanjar jage

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now