Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jada jada manzil hum

Hakeem Razi Adeebi Ashrafi

jada jada manzil hum

Hakeem Razi Adeebi Ashrafi

MORE BYHakeem Razi Adeebi Ashrafi

    jaada jaada manzil ham

    tūfāñ tūfāñ sāhil ham

    duur kareñge mil-jul kar

    insānoñ mushkil ham

    vo to nishān-e-manzil thā

    jis ko samjhe manzil ham

    kaisī thakan kyā nākāmī

    rasta ham haiñ manzil ham

    us ne nazreñ yuuñ Dālīñ

    kahte rah ga.e dil dil ham

    kaise Duube apnā naav

    ham tūfāñ sāhil ham

    'rāzī' kyūñkar ham kah deñ

    apne fan meñ kāmil ham

    jada jada manzil hum

    tufan tufan sahil hum

    dur karenge mil-jul kar

    insanon ki mushkil hum

    wo to nishan-e-manzil tha

    jis ko samjhe manzil hum

    kaisi thakan kya nakaami

    rasta hum hain manzil hum

    us ne nazren yun Dalin

    kahte rah gae dil dil hum

    kaise Dube apna naw

    hum hi tufan sahil hum

    'raazi' kyunkar hum kah den

    apne fan mein kaamil hum

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now