jaan apne liye kho lene de
jaan apne liye kho lene de
mujh ko jī khol ke ro lene de
miT ga.e ab to sab armāñ ai dil
ab to tū chain se so lene de
nā-ḳhudā.ī nahīñ karnā hai agar
mujh ko kashtī hī Dubo lene de
fikr-e-vīrāni-e-dil kyā hai abhī
pahle ābād to ho lene de
jaan apne liye kho lene de
mujh ko ji khol ke ro lene de
miT gae ab to sab arman ai dil
ab to tu chain se so lene de
na-KHudai nahin karna hai agar
mujh ko kashti hi Dubo lene de
fikr-e-virani-e-dil kya hai abhi
pahle aabaad to ho lene de
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.