Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jaane kis KHak se bana hai wo

Azeem Kamil

jaane kis KHak se bana hai wo

Azeem Kamil

MORE BYAzeem Kamil

    jaane kis ḳhaak se banā hai vo

    jhuuT par jhuuT boltā hai vo

    aadī mujrim haiñ ham mohabbat ke

    ham se pūchho kahāñ bikā hai vo

    laḌ ke massage karegā suurī

    aise pahle bhī kar chukā hai vo

    kyā hameñ bhī muaaf kar degā

    rakh-rakhāv to jāntā hai vo

    us kamīne baat karte ho

    ḳhair ham ko to māntā hai vo

    kuuza ḳhud bol kar batā.egā

    chāhatoñ se banā huā hai vo

    har kisī se nahīñ lagātā dil

    yaar itnā to pārsā hai vo

    maiñ ne siine lagā ke chūmā nahīñ

    'kāmil' is baat par ḳhafā hai vo

    jaane kis KHak se bana hai wo

    jhuT par jhuT bolta hai wo

    aadi mujrim hain hum mohabbat ke

    hum se puchho kahan bika hai wo

    laD ke massage karega suri ka

    aise pahle bhi kar chuka hai wo

    kya hamein bhi muaf kar dega

    rakh-rakhaw to jaanta hai wo

    us kamine ki baat karte ho

    KHair hum ko to manta hai wo

    kuza KHud bol kar bataega

    chahaton se bana hua hai wo

    har kisi se nahin lagata dil

    yar itna to parsa hai wo

    main ne sine laga ke chuma nahin

    'kaamil' is baat par KHafa hai wo

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now