jawedan hai KHamoshi be-karan hai KHamoshi
Interesting Fact
Birth Centenary Celebrations
jāvedāñ hai ḳhāmoshī be-karāñ hai ḳhāmoshī
lafz gar sitāre haiñ āsmāñ hai ḳhāmoshī
jis meñ log rote haiñ jis meñ log hañste haiñ
jis ko sab samajhte haiñ vo zabāñ hai ḳhāmoshī
do nigāheñ kahtī haiñ do nigāheñ suntī haiñ
kis qadar mohabbat par mehrbāñ hai ḳhāmoshī
jawedan hai KHamoshi be-karan hai KHamoshi
lafz gar sitare hain aasman hai KHamoshi
jis mein log rote hain jis mein log hanste hain
jis ko sab samajhte hain wo zaban hai KHamoshi
do nigahen kahti hain do nigahen sunti hain
kis qadar mohabbat par mehrban hai KHamoshi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.