Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab talak dam raha hai aankhon mein

Nasir Kazmi

jab talak dam raha hai aankhon mein

Nasir Kazmi

MORE BYNasir Kazmi

    jab talak dam rahā hai āñkhoñ meñ

    ek aalam rahā hai āñkhoñ meñ

    gar ye paiham rahā hai āñkhoñ meñ

    raat bhar nam rahā hai āñkhoñ meñ

    us gul-e-tar yaad meñ tā-sub.h

    raqs-e-shabnam rahā hai āñkhoñ meñ

    sub.h-e-ruḳhsat abhī nahīñ bhūlī

    vo samāñ bas rahā hai āñkhoñ meñ

    dil meñ ik umr jis ne shor kiyā

    vo bahut kam rahā hai āñkhoñ meñ

    kabhī dekhī thī us ek jhalak

    rang jam rahā hai āñkhoñ meñ

    jab talak dam raha hai aankhon mein

    ek aalam raha hai aankhon mein

    gar ye paiham raha hai aankhon mein

    raat bhar nam raha hai aankhon mein

    us gul-e-tar ki yaad mein ta-subh

    raqs-e-shabnam raha hai aankhon mein

    subh-e-ruKHsat abhi nahin bhuli

    wo saman bas raha hai aankhon mein

    dil mein ek umr jis ne shor kiya

    wo bahut kam raha hai aankhon mein

    kabhi dekhi thi us ki ek jhalak

    rang sa jam raha hai aankhon mein

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now