Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab tujhe mujhko dil se bhulana paDa

Gunjan Nagar Shayar Bakar

jab tujhe mujhko dil se bhulana paDa

Gunjan Nagar Shayar Bakar

MORE BYGunjan Nagar Shayar Bakar

    jab tujhe mujh ko dil se bhulānā paḌā

    haa.e kis kis se ye dil lagānā paḌā

    ik diye se kabhī jo milī raushnī

    mujh ko apnā añdherā baḌhānā paḌā

    jab se maiñ paap apne bhī dhone lagā

    sab ko gangā meñ amrit milānā paḌā

    ek rishta mujhe ik parī ke liye

    ek do aur mausam chalānā paḌā

    ham ne jannat ḳhvāhish meñ kyā kyā kiyā

    ham ko ġhazloñ meñ likh kar batānā paḌā

    vo akele nahīñ the jale ishq meñ

    ham ko apne bhī ghar ko jalānā paḌā

    maiñ jahāñ bhī gayā ap-shagun huā

    is liye us se bhī duur jaanā paḌā

    jab tujhe mujh ko dil se bhulana paDa

    hae kis kis se ye dil lagana paDa

    ek diye se kabhi jo mili raushni

    mujh ko apna andhera baDhana paDa

    jab se main pap apne bhi dhone laga

    sab ko ganga mein amrit milana paDa

    ek rishta mujhe ek pari ke liye

    ek do aur mausam chalana paDa

    hum ne jannat ki KHwahish mein kya kya kiya

    hum ko ghazlon mein likh kar batana paDa

    wo akele nahin the jale ishq mein

    hum ko apne bhi ghar ko jalana paDa

    main jahan bhi gaya ap-shagun hi hua

    is liye us se bhi dur jaana paDa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now