jangal jugnu baadal aur main
jangal jugnū bādal aur maiñ
aañkh meñ phailā kājal aur maiñ
ghar ke ḳhālī sannāTe meñ
dil jaisā ik pāgal aur maiñ
us kī āñkheñ dariyā jaisī
pyāsī ruuh kī chhāgal aur maiñ
jangal jugnu baadal aur main
aankh mein phaila kajal aur main
ghar ke KHali sannaTe mein
dil jaisa ek pagal aur main
us ki aankhen dariya jaisi
pyasi ruh ki chhagal aur main
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.