jannat to na pai nigah-e-yar ke pichhe
jannat to na paa.ī nigah-e-yār ke pīchhe
dīvār hī thī sāya-e-dīvār ke pīchhe
har jins-e-mohabbat hai tire shahr meñ lekin
gāhak sar-e-bāzār na bāzār ke pīchhe
nairangi-e-daurāñ se alag koī nahīñ hai
kuchh vaar kī zad meñ haiñ to kuchh daar ke pīchhe
jannat to na pai nigah-e-yar ke pichhe
diwar hi thi saya-e-diwar ke pichhe
har jins-e-mohabbat hai tere shahr mein lekin
gahak sar-e-bazar na bazar ke pichhe
nairangi-e-dauran se alag koi nahin hai
kuchh war ki zad mein hain to kuchh dar ke pichhe
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.