Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jazba-e-nakaam ko nakaam hona chahiye

Tahir Saood Kiratpuri

jazba-e-nakaam ko nakaam hona chahiye

Tahir Saood Kiratpuri

jazba-e-nākām ko nākām honā chāhiye

dushmanoñ is qadar ikrām honā chāhiye

merī gardan bhī tanī rahtī hai nāhaq ke ḳhilāf

mere sar par bhī koī in'ām honā chāhiye

aaj mere dard tezāb us ne chakh liyā

aaj to zaḳhmoñ tumheñ ārām honā chāhiye

ik munāfiq aaj mujh par khul ke zāhir ho gayā

shahr bhar meñ aaj jashn-e-'ām honā chāhiye

apne mustaqbil āñkhoñ meñ na ham hargiz likheñ

naam hone ke liye badnām honā chāhiye

qais honā chāhiye 'ishq-e-haqīqī meñ 'sa'ūd'

'ishq meñ insān ko ghan-shām honā chāhiye

jazba-e-nakaam ko nakaam hona chahiye

dushmanon ka is qadar ikram hona chahiye

meri gardan bhi tani rahti hai nahaq ke KHilaf

mere sar par bhi koi in'am hona chahiye

aaj mere dard ka tezab us ne chakh liya

aaj to zaKHmon tumhein aaram hona chahiye

ek munafiq aaj mujh par khul ke zahir ho gaya

shahr bhar mein aaj jashn-e-'am hona chahiye

apne mustaqbil ki aankhon mein na hum hargiz likhen

nam hone ke liye badnam hona chahiye

qais hona chahiye 'ishq-e-haqiqi mein 'sa'ud'

'ishq mein insan ko ghan-sham hona chahiye

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now