jinko har haalat mein KHush aur shadman pata hun main
jinko har haalat mein KHush aur shadman pata hun main
Hamidullah Afsar
MORE BYHamidullah Afsar
jin ko har hālat meñ ḳhush aur shādmāñ paatā huuñ maiñ
un ke gulshan meñ bahār-e-be-ḳhizāñ paatā huuñ maiñ
sub.h kī manzil kā tāroñ se patā kyā pūchhnā
zulmat-e-shab kārvāñ-dar-kārvāñ paatā huuñ maiñ
chāñd ke us paar sūraj se udhar tāroñ se duur
raqs karte roz-o-shab lākhoñ jahāñ paatā huuñ maiñ
jin ko har haalat mein KHush aur shadman pata hun main
un ke gulshan mein bahaar-e-be-KHizan pata hun main
subh ki manzil ka taron se pata kya puchhna
zulmat-e-shab karwan-dar-karwan pata hun main
chand ke us par suraj se udhar taron se dur
raqs karte roz-o-shab lakhon jahan pata hun main
- Book : Jadeed Shora-e-Urdu (Pg. 597)
- Author : Dr. Abdul Wahid
- Publication : Feroz sons Printers Publishers and Stationers
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.