Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jinhen tere haaron mein gundha gaya hai

Abdussalam Nadvi

jinhen tere haaron mein gundha gaya hai

Abdussalam Nadvi

MORE BYAbdussalam Nadvi

    jinheñ tere hāroñ meñ gūñdhā gayā hai

    bhalā kab haiñ vo phuul murjhāne vaale

    tum apnā unheñ kushta-e-nāz samjho

    abhī uTheñge ye mar jaane vaale

    matā-e-dil-o-jāñ kareñ nazr pahle

    kuchh apnā bhī kho.eñ unheñ paane vaale

    jinhen tere haaron mein gundha gaya hai

    bhala kab hain wo phul murjhane wale

    tum apna unhen kushta-e-naz samjho

    abhi ji uThenge ye mar jaane wale

    mata-e-dil-o-jaan karen nazr pahle

    kuchh apna bhi khoen unhen pane wale

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now